Posts

Showing posts with the label Bloging

Gusl kya hai? Kab farz hota? Kaise krte hain?by mdayub6919

Image
Kahte Hain? Mdayub6919 Ghusl Arabic word hai jis ki meaning bath ya nahana, wahi bath jo hum everyday karte hain. Ghusl Kab Zaruri Hota hai? 4 chizon ke baad ghusl zaruri hota hai: (1) Intercourse (Jema) Ke Baad Interourse ya jema ke baad ghusl zaruri hota hai,  yani begair ghusl ke aap namaz ya َQuran nahi padh sakte, Intercourse me semen ya mani ka exit hona zaruri nahi hai agar thoda bhi Intercourse hua ho tab bhi ghusl zaruri hai, jaisa ki hadith me aaya hai: عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ، أَنَّ نَبِيَّ اللهِ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ قَالَ: «إِذَا جَلَسَ بَيْنَ شُعَبِهَا الْأَرْبَعِ ثُمَّ جَهَدَهَا، فَقَدْ وَجَبَ عَلَيْهِ الْغُسْلُ وَفِي حَدِيثِ مَطَرٍ وَإِنْ لَمْ يُنْزِلْ.  (صحيح البخاري: 291، صحيح مسلم: 348). Translation:  Hazrat Abu Hurairah (R Z) se riwayat hai ki: Nabi Kareem (S A W) ne farmaya ki: “Jab aadmi aurat ke sath intercourse karne ke liye try kare to un dono par ghusl zaruri hota hai semen ya mani nikle ya na nikle”.  (Bukhari: 291, Muslim: 348)

How to make free blog

Image
How to make free blogger Assalamu alaykumMdayub6919 Mdayub6919

Popular posts from this blog