Google drive kya hai by 👉mdayub6919

Kya Hai Google Drive


Jaise ki isko ham G Driver bhi bol sakte h jo hamare itna kaam ka hain ki hame abhi tak pata bhi nahi hoga . Kehne ka matlb ye hai ki hamare liye jaise ek ghar hota hain rehne ke liye waise hi google drive hain jisme ki hamare document reh sakte hain  .
Follow on facebook

Postpaid And Prepaid in Hindi
But yahan Wo rahenge nahi balki bilkul safe bhi rahenge or jab aap kahi jate ho or aapko kishi document ki jarurat padh jaye toh apne paas kishi computer shop par google drive me se unhe nikala ja sakta hain . Iski ek khaas baat ye hogi ki inki quality kmjor nahi milegi .

How to Use Google Drive in android in hindi
GDrive ya Driver me Images , Photo , Music Kaise Save Kare Ye hamare liye janna sabse important hain . Agar ye jaan liya toh iska upyog kaise karna h wo bhi samjh jaynege .

Isko chalane ke liye hame ek gmail account ki jarurat padegi kyu ki isme account nahi banta balki sidhe email id se login karna padega . Iske 2 raste honge phela browser or dusra sidhe googledrive app  se login kar sakte hain . Jahan tak mera manna h sidhe application se best rahega .

Follow on twitter

Toh iske liye play store se gdrive app ko download karke Mobile me install kar len ya phir check karen ki wo phele se bhi aapke phone me open hoga . Or usme login kar lijiye . Baki aage ki step ab follow karen .



drive.google.com

App open karne ke baad Ab aapko karna kuch bhi nahi hain Google Drive ke home page par aa jaynge jahan right side me niche kone me ek plus ka icon milega uspe click karenge toh kuch esa aayga jaisa ki post me niche photo me dikhaya gayan hain .





Ab isme 3 main option hai jisme Folder , Upload , Scan Hain baki ke folders ko Upyog karne ki jarurat nahi padegi .

Folder :- iski madad se ham ek naya folder bana payenge jaise ki hamare memory me audio , video , images , song etc hote hain .

Upload :- yahi se direct koi bhi file upload kar sakte hain jo ki bhar hi show ho jaygi .

Scan :- kishi photo ya document ko Scan karke sidhe upload kar sakte hain .

Gdrive Me Photo Kaise Save Kare
Ab aaiye Google Drive App me phele ham ek folder Bana Lete hain or uske baad uploading process ko janenege .

Dosto Ko video call Kaise Karte hai
Toh maine ek folders bana liya hain or usko open bhi kar liya ab usme kuch upload karna hain uske liye phele foldar ko open karen or phir usme phele jaisa ek plus ka icon aayga uspe click karke kuch bhi uploading kar skate hain .

Note :- kabhi – kabhi Uploading setting me WiFi  setup hone ki wajha se mobile data se uploads nahi hote hain toh uske liye fir se dashboard par jayen . Uske baad left side me 3 line hongi unpe click karen or sabse niche setting me jayen .

Iske baad setting me bhi sabse niche jayen . Jahan par ye option milega .



Aapko isko off kar dena hain uske baad files sidhe Mobile data se hi load hone lag jayngi .

Jab koi file upload hone lagegi tab wahan par waiting for likha huaa milega . File size or aapke internet connection ke hisab se samay lagega .

Upload Ki Gayi File Ko Download Kaise Karen

Ab Baat karte hain jab hame kahin kaam padh jaye kishi bhi files ko download karna ka toh uske liye simple Browser me Drive.google.com type karke gmail id se login karen ya phir mobile me app ko khole .



Sabse Last me uss point par pahuch jayen jahan par google drive me aapne file rakhi huyi thi . Wahan par jo three dot ka icon hain uspe click karen wahan fir bhut saare naye option khul jaynge jinme download , share , remove kafi options milenge .

Phone Ka Pattern Lock Kaise Khole
So , Friedns Aap Samjh Chuke Honge ki Google drive ko kaise use karte hai or kis traha se GDrive App Ko Chalaye . Aasha karta hun Driver ko samjhne me Aapko koi problem nahi aaygi .

Comments

Popular posts from this blog